Yeh Mera Dil (Hip-Hop) - Asha Bhosle (Asha Bhosle)
Written by:Kalyanji/AnandjiIndivar
Yeh mera dil
Mera dil
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Dil voh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
Dil voh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai
Pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil
Mera dil
Yeh
Mera dil