Pyar Ki Ek Kahani - Slowed+Reverb
Lyrics by:Ricky
Aao sunao pyar
Ki ek kahani
Ek tha ladka ek
Thi ladki deewani
Aao sunao pyar
Ki ek kahani
Ek tha ladka ek thi
Ladki deewani
Woh bhi hasne lagi thi
Yeh bhi hasne laga tha
Dono samjhe nahi they
Woh jo hone laga tha
Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek tha ladka ek
Thi ladki deewani
Joh bhi kehna na tha
Woh bhi kehne lage
Joh bhi sun-na na tha
Woh bhi sun-ne lage
Joh bhi kehna na tha
Woh bhi kehne lage
Joh bhi sun-na na tha
Woh bhi sun-ne lage
Aa rahi hai hashi
Mujhko is baat par
Kis tarha pyaar
Mein dono khone lage
Dono khone lage
Jaanne wali
Baatein thi anjaani
Ek tha ladka ek
Thi ladki deewani
Woh bhi hasne lagi thi
Yeh bhi hasne laga tha
Dono samjhe nahi they
Woh jo hone laga tha
Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek tha ladka ek
Thi ladki deewani
Koi tarsa na tha
Koi tadpa na tha
Woh mile is tarha
Dil bhi dhadka na tha
Koi tarsa na tha
Koi tadpa na tha
Woh mile is tarha
Dil bhi dhadka na tha
Hone wali magar
Baat ho hi gayi
Pyaar ki raah mein
Zindagi kho gayi
Zindagi kho gayi
Dil ne dil se
Aise ki manmaani
Ek tha ladka ek
Thi ladki deewani
Woh bhi hasne lagi thi
Yeh bhi hasne laga tha
Dono samjhe nahi they
Woh joh hone laga tha
Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek tha ladka ek
Thi ladki deewani