Mere Humsafar - Mithoon/Tulsi Kumar
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki
Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushqil hai
Ek bhi kadam chalna
Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushqil hai
Ek bhi kadam chalna
Bin tere kahaan hai manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki