Saathiyaa - Ajay-Atul/Shreya Ghoshal
Saathiya saathiya
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya chun liya
Tujhko devane ne chun liya
Dil toh uda uda re aasman
Mein badlon ke sang
Yeh toh machal machal
Ke gaa raha hai sun nahi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa
Oo achchi lage dil ko mere
Har teri baat re
Saaya tera ban ke chalun
Itna hai khwaab re
Tune pe sar rakh ke tere
Kat jaye raat re
Bitenge din thame tera
Hathon mein hath re
Yeh kya hua mujhe mera yeh dil
Phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe mera jahaan
Badal badal gaya
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa
Oo neendein nahin chaina nahin
Badalun mein karvate
Taare ginu ya main ginu
Chadar ke sarwate
Yaadon mein tu khwaab mein tu
Teri hi chahatein
Jaaun jigar dhoonda karun
Teri hi aahate
Yeh jo hai dil mera yeh dil
Suna na keh raha yahin
O bhi kya zindagi hai zindagi
Ki jis mein tu nahi
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa
Saathiya saathiya
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil toh uda uda re aasman
Mein badlon ke sang
Yeh toh machal machal
Ke gaa raha hai sun nahi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe adaa