Durr hain hum tum,
Majboor hain hum tum, lamha ye kaisa hai,
Intezaar ka
Sunn mere yara,
Milenge dobara
Yahi toh hai imtehan, iss pyar ka..
Ab jo milein
Hai ye yakeen
Bichhdengey naa
Phir hum kabhi
Sun le khuda
Ye iltaja
Tu hi mita
Ye faasla
Sun le khuda
Ye iltaja
Tu hi mita
Ye faasla
Tu agar na dikhey,
Yaad aaye teri
Tu agar saath hai,
Hosh rehta nahi
Ye dooriyan
Hamein paas le aayengi
Karke juda
Ishq kya hai samjhaengi
Ab jo milein
Hai ye yakeen
Bichhdengey naa
Phir hum kabhi
Sun le khuda
Ye iltaja
Tu hi mita
Ye faasla
Sun le khuda
Ye iltaja
Tu hi mita
Ye faasla