Banarasiya (From"Raanjhanaa") - A.R. Rahman/Shreya Ghoshal
Written by:A.R. Rahman/Irshad Kamil
Oye oye oye banarasiya haaye banarasiya
Banarasiya haaye banarasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya haaye banarasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya haaye banarasiya
Haan haan haan haaye banarasiya
Haaye banarasiya aa banarasiya
Chaal chalaaki har hoshiyari jaanat
Yun to sab nar naari
Chaal chalaaki har hoshiyari jaanat
Yun to sab nar naari
Mann ke par bhole bhandari
Mann ke par bhole bhandari
Ghaat kinare umar guzaari
Ghaat banarasiya
Haaye ghaat banarasiya
Ghaat banarasiya
Thaathon mein thaath banarasiya
Haaye haaye thaath banarasiya
Thaathon mein thaath banarasiya
Thaathon mein thaath banarasiya
Thaath banarasiya
Haan haan haaye haaye thaath
Banarasiya rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya haaye banarasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya haaye banarasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
O sang mein jung yaa jung mein sang
Rang mein bhang yaa bhang mein rang banarasiya
O sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya haan haan haan aa banarasiya
Haaye banarasiya
Turat furat mein sab kar jaavein
Aayi pe jo apne aave
Turat furat mein sab kar jaavein
Aayi pe jo apne aave
Gaal mein jab ye paan dabaave
Gaal mein jab ye paan dabaave
Teen taal mein chalte jaave
Baat banarasiya
Haaye baat banarasiya
Baat banarasiyaa aa
Thaathon mein thaath banarasiya
Haaye haaye thaath banarasiya
Thaathon mein thaath banarasiya
Haaye haaye thaath banarasiya
Thaath banarasiya haye haye haye
Thaath banarasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya haaye banarasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya haaye banarasiya
Banarasiya haaye banarasiya
Banarasiya haaye banarasiya