Kehni Thi Baatein
Singer: Shaan
Kehni thi tumse jo baatein pyaar ki
Sochu keh doon ya na kahoon
Kehni thi tumse jo baatein pyaar ki
Sochu keh doon ya na kahoon
Aankhein yun churao na
Mujhse door jao na
Dil se main bol doon
Deewana dil mera, dil mein tu hi toh sama
Dhadkan mein tu hi chha jaye, jaadu sa lage kyun
Deewana dil mera, dil mein tu hi toh sama
Dhadkan mein tu hi chha jaye, aaj se I love you
Kehni thi tumse jo baatein pyaar ki
Sochu keh doon ya na kahoon
Teri in saanson mein mile har ek nasha
Jaadu hai baaton mein, nazron mein hai haya
Teri in saanson mein mile har ek nasha
Jaadu hai baaton mein, nazron mein hai haya
Nazron mein hai haya...
Kehni thi tumse jo baatein pyaar ki
Sochu keh doon ya na kahoon
Mujhse pooche bina dil mein sama gaye
Meethi meethi baaton se dil ko behla gaye
Mujhse pooche bina dil mein sama gaye
Meethi meethi baaton se dil ko behla gaye
Dil ko behla gaye...
Mastiyon ke mausam mein hum do hain akele
Aa baahon mein thaam loon
Badle chahe kitne bhi mausam main na badlu
Bas ek tera naam loon
Deewana dil mera, dil mein tu hi toh sama
Dhadkan mein tu hi chha jaye, jaadu sa lage kyun
Deewana dil mera, dil mein tu hi toh sama
Dhadkan mein tu hi chha jaye, aaj se I love you
I love you...
I love you...