Rishta Hai Mera - Chance pe dance
Hmm hmm hmm
Aasmaan hoon
Hmm m mm
Sitaaron se
Chhaaya woh khumaar hai
Main hoon laapata
Ha thoda sa
Karaar hai
Thoda hai nasha
Bhigi si hai ik khushabu
Khushabu mein hai ik jaadu
Jaadu se dil huwa hai
Mera bekaabu
Puri huyi hai chaahat
Chaahat mein bhi hai raahat
Raahat se mehaki justaju
Wo wo wo
Wo wo wo
Rishta hai mera aasmaano se ha
Baadalo se bhi
Milana hai abhi
Haath bhi milaana hai sitaaro se
Betaabi hai bechaini hai behad
Yeh dil bekaraar
Beintaai hai
Haan taare hawa mausam fija
Badal ghata sang hai
Abb ghum na koyi hai
Har jarra jarra jhume
Khushi kadamo ko chume
Pyaare se hain yeh silsile
Wo wo wo
Wo wo wo
Rishta hai mera aasmaano se ha
Baadalo se bhi
Milana hai abhi
Haath bhi milaana hai sitaaro se ha
Kaise kaha kab kya huwa
Kuchh na khabar na pata
Kismat ka hai yeh kaam
Mehmaan hoon manjil ka
Main dekhu jahan bhi likha hai
Bas mera hi naam
Marji pal abb ki hai yeh
Khushi alag si hai yeh
Sab kuchh hai bas mere liye
Wo wo wo
WO wo wo
Rishta hai mera aasmaano se
Baadalo se bhi
Milana hai abhi
Haath bhi milaana hai sitaaro se
Na na na na
Na na na na
Na na na na
Aasmano se
Baadalon se bhi
Na na na na
Milana hai abhi
Sitaro se ha