Thoda Thahar - Udit Narayan/Shreya Ghoshal (شريا غوشال)
Lyrics by:J.G. Chitre
Composed by:Mani Shankar
Thoda thahar
Thoda thahar
Dekh lun mai tumhe
Ji bhar ke zara
Vakt yu hi na jae guzar
Thoda thahar
Thoda thahar
Zid karo na sanam
Tumko meri kasam
Rat ke bad ati sehar
Thoda thahar
Thoda thahar
Dekh lun mai tumhe
Je bhar ke zara
Ha-ha-ha
Ha-ha-ha
Jaana le le kahin
Ye judai ka ghum
Apne ji paenge
Bin tumhari sanam
Jaana le le kahin
Ye judai ka ghum
Apne ji paenge
Bin tumhari sanam
Fasale hai to kya
Pyaar hoga na kam
Saat chote na ye
Hum nali hai kasam
Zindagi bhar ka hai
Ye safar
Thoda thahar
Thoda thahar
Dekh lun mai tumhe
Je bhar ke zara
Ha-ha-ha-ha
Ha-ha-ha-ha
Apni jan se juda
Koi hota hei kya
Dil me rahti ho tum
Dadkano ki tarha
Apni jan se juda
Koi hota hei kya
Dil me rahti ho tum
Dadkano ki tarha
Tum se hoke juda
Main kidhar jaoungi
Aise halat me ro roke mar jaoungi
Man le bat tu zid na kar
Thoda thahar
Thoda thahar
Dekh lun mai tumhe
Je bhar ke zara
Vakt yu hi na jae guzar
Thoda thahar
Thoda thahar
Zid karo na sanam
Tumko meri kasam
Rat ke bad ati sehar
Thoda thahar
Thoda thahar
Thoda thahar
Thoda thahar