Aisa Deewana Hua Hai Ye Dil - Aman Sharma
Lyrics by:Himesh Reshammiya and Sameer Anjaan
Composed by:Himesh Reshammiya and Sameer Anjaan
Produced by:Dr. Vilest
Tanhaiyyan mehfil bani
Tum jo milein manzil mili
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Tanhaiyyan mehfil bani
Tum jo milein manzil mili
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aapke pyaar mein
Mohabbat hi mohabbat
Hain mere rubaroo
Tamanna mein nigahon
Mein hain bas tu hi tu
Bechaini mein
Aahein bharein
Rab se tujhe
Maanga karein
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Na subah ki khabar hain sanam
Na shaam ka pata
Khyalon mein hain chaaya hua
Tumhaara nasha
Hoo deewangi hain iss kadar
Mujhko nahi apni khabar
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Tanhaiyyan mehfil bani
Tum jo milein manzil mili
Aisa deewaana hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aapke pyaar mein