Chura Liya - Buddha Bar
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh le liya dil haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh tum mere ho ho mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Oh le liya dil haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya
Chura liya