Heeriye (Jhankar) - Arijit Singh/Shreya Ghoshal
Lyrics by:Vishal Mishra
Composed by:Himesh Reshammiya/Vishal Mishra
Aa aaaa
Aaaa aaa aa
Aaa aa
Aaa aa tere na
Aaa aa
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Ishq mazhab jaise khuda
Ishq nisbat jaise dua
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
Teri hi aankhon mein
Hum apni zindagi ka
Har ek sapna dekhte hai
O raajhana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
Aa aa ho
Aa hmm ho
Dhoop mein tujhse thandak
Sard mein tujhse raahat
Rooh ki tum shiddat ho
Aaah ki tum ho chahat
Dawa dawa mein tu hai
Jafa jafa mein tu hai
Shafa shafa mein tu hai
Mere khuda mere khuda mere khuda
Ishq sohbat jaise wafa
Ishq fitrat jaise nasha
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
Ashqon mein teri khushiyaan
Pal mein bas beeti sadiyaan
Din si yeh lagti ratiyaan
Khatti meethi yeh batiyaan
Saba saba mein tu hai
Hawa hawa mein tu hai
Ghata ghata mein tu hai
Mere khuda mere khuda mere khuda
Ishq kudrat jaise fanaa
Ishq tohmat jaise sajaa
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
Teri hi aankhon mein
Hum apni zindagi ka
Har ek sapna dekhte hai
O raajhana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana