Haaa haa haaaa
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun
Tu mere saamne main tere saamne
Aaaa aaaa oooo
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tera jadu chal gaya o jaduugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun
Teri zulfon se khelunga main
Tujhko baahon mein le lunga main
Teri zulfon se khelunga main
Tujhko baahon mein le lunga main
Dil to dete hain aashiq sabhi
Jaan bhi tujhko de dunga main
Mere hoto ke gulab mang le
Meri aakho se sharab mang le
Mere hoto ke gulab mang le
Meri aakho se sharab mang le
Tera jadu chal gaya o jaduugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun
Aaaaaaa aaaa ooooo
Is kahani ke sau saal hain
Is jawani ke sau saal hain
Is kahani ke sau saal hain
Is jawani ke sau saal hain
Ye tere pyaar ke chaar pal
Zindagani ke sau saal hain
Ek baar nahin sau baar kar le
Ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
Ek baar nahin sau baar kar le
Ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
Tera jaado chal gaya o jaadugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun
La la la la la la
La la la la la la
La la la la la la la la la
La la la la la la
La la la la la la
La la la la la la la la la