Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara
Mann hi mann kyun jale Radhika
Mohan toh hai sab ka pyara
Mann hi mann kyun jale Radhika
Mohan toh hai sab ka pyara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara
Jamuna tat par Nand ka lala
jab jab ras rachaye re
Jamuna tat par Nand ka lala
jab jab ras rachaye re
Tan man doley Kanha aisi bansi madhur bajaye re
Sudh budh khoye khaoi gopiyan jane kaisa jadu dara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara
Rang salauna aisa jaise chhai ho ghat savan ki
Rang salauna aisa jaise chhai ho ghat savan ki
Airi main to hui deevani Man Mohan Man Bhavan ki
Tere karan dekh sanvare chhod diya maine jag sara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara
Mann hi mann kyun jale Radhika
Mohan toh hai sab ka pyara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara