作词 : Irshad Kamil/Sahir Ludhianvi
作曲 : Shashwat Sachdev/Roshan
Dhoop toot ke kaanch ki tarah
Chubh gayi toh kya, ab dekha jayega
Aandhiyaan kayi dil mein hain mere
Chubh gayi toh kya, ab dekha jayega
Dil hai toota mera
Main ishq jala kar aa gaya
Dil hai toota mera
Main ishq jala kar aa gaya
Ni-sa-ga-re-sa-ni, sa-ga-ma-pa
Ma-pa-ga-ma, re-sa-ni-sa, ga-re-sa-ni-sa
Aasmaan mein udaan hai
Dhadkan-dhadkan suroor mein (Dil hai toota)
Ni-sa-ga-re-sa-ni, sa-ga-ma-pa
Ma-pa-ga-ma, re-sa-ni-sa, ga-re-sa-ni-sa
Hai junoon mein sukoon
Ab yeh dil, yeh dil fitoor mein (Dil hai toota)
Ni-sa-ga-re-sa-ni, sa-ga-ma-pa
Ma-pa-ga-ma, re-sa-ni-sa, ga-re-sa-ni-sa
Aandhi ban ke aaya hoon
Mera hausla bhi ayyaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh hamsafar ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai (Dil hai toota)
Aadhi baatein aankhein bole
Pa-ni-sa-ga-re-sa, ni-dha-pa
Ma-ga-ni-ga-re-ni-sa
Aadhi baatein aankhein bole
Baaki aadhi khaamoshi keh de
Hamzubaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh hamsafar ki talaash hai
Mera shauq tera deedaar hai
Yahi umar bhar ki talaash hai
Mere hamqadam hai yeh zameen
Mеre hamqadam hai yeh zameen
Merе hamqadam hai yeh zameen
Mere haath mein aakaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh hamsafar ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Dil hai toota mera
Main ishq jala kar aa gaya
Ni-sa-ga-re-sa-ni, sa-ga-ma-pa
Ma-pa-ga-ma, re-sa-ni-sa, ga-re-sa-ni-sa
Na toh karvaan ki talaash hai
Ni-sa-ga-re-sa-ni, sa-ga-ma-pa
Ma-pa-ga-ma, re-sa-ni-sa, ga-re-sa-ni-sa
Na toh hamsafar ki talaash hai