Kuch Log Yahan Par Aise Hain (From "Vardaan") - Mohammed Rafi (默罕默德·拉斐)
Lyrics by:Verma Malik
Composed by:Kalyanji Anandji
Kuch log yahan par aaise hain
Kuch log yahan par aaise hain
Kuch log yahan par aaise hain
Har rang me rang badaltey hain
Har rang me rang badaltey hain
Hum unko aur samajtey hain
Par woh kuch aur nikaltey hain
Kuch log yahan par aise hain
Apne matlab se matlab hai
Kisi aur se einko kya matlab
Kisi aur se einko kya matlab
Begaane se ban jaatey hain
Jab nikal jaye einka matlab
Koi kaise einke saath chaley
Koi kaise einke saath chaley
Har modh pe raha badaltey hain
Kuch log yahan par aaise hain
Kuch log yahan par aaise hain
Humse yeh kitni bhool hui
Pahele na inhey pechan sakhey
Pahele na inhey pechan sakhey
Jab uth gaya parda chehrey se
Tab asli surat jaan sakhey
Kya milta hai ein logon ko
Kya milta hai ein logon ko
Jaane kyon aisa kartey hain
Kuch log yahan par aaise hain
Har rang me rang badaltey hain
Hum unko aur samajtey hain
Par woh kuch aur nikaltey hain
Kuch log yahan par aise hain