Arre Re Arre Ye Kia Hua - Lata Mangeshkar
Hahahahahahahahaa
Dudududududuuu
Hahahahahahahahaa
Dududududududuu
Lalalalalalalalaa
Lalalalalalalaa
Lalalalalala
Lalalalalalalaa
Are re are yeh kya hua maine na yeh jana
Are re are ban jaaye na kahin koi afsana
Are re are kuch ho gaya koi na pehchana
Are re are banata hai to ban jaaye afsana
Hahahahahahahahaa
Dudududududuuu
Hahahahahahahahaa
Dududududududuu
Toro ye kaha niya
Haath mera thaam lo saath jab tak ho
Baat kuch hoti rahe baat jab tak ho
Saamne baithe raho tum raat jab tak ho
Are re are yeh kya hua maine na yeh jana
Naam kya dein kya kahein dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko
Aisa lagta hai kisi ne choo liya humko
Are re are yeh kya hua maine na yeh jana
Are re are ban jaaye na kahin koi afsana
Are re are kuch ho gaya koi na pehchana
Are re are banata hai to ban jaaye afsana
Tum chale jao zara hum sambhal jaayein
Dhadkanein dil ki kahin na machal jaayein
Waqt se aage kahin na hum nikal jaayein
Are re are yeh kya hua koi na pehchana
Hamamein tumamein kuch to hai
Kuch nahin hai kya
Aur kuch ho jaaye to
Kuch yakeen hai kya
Dekh lo yeh dil jahan tha
Yeh vahin hai kya
Are re are yeh kya hua maine na yeh jana
Are re are ban jaaye na kahin koi afsana
Are re are kuch ho gaya koi na pehchana
Are re are banata hai to ban jaaye afsana
Lalalalalalalalaa
Lalalalalalalaa
Lalalalalalalala
Lalalalalalalaa