Jai Laxmi Mata - Sadhana Sargam (萨达纳·萨格姆)
Written by:Pandit Umashakar Shukhala/Traditional
Om jai laxmi mata
Maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat
Tumko nis din sewat
Hari vishnu vidhata
Om jai laxmi mata
Uma rama brahmaani tum hi jag mata
Maiya tum hi jag mata
Surya chanrama dhyaawat
Surya chanrama dhyaawat
Naarad rishi gaata
Om jai laxmi mata
Durga roop niranjani sukh sampati data
Maiya sukh sampati data
Jo koyee tumko dhyawat
Jo koyee tumko dhyawat
Ridhee sidhee paataa
Om jai laxmi mata
Tum patal niwasni tum hi shubh data
Maiya tumhi shubh data
Karma prabhav prakashini
Karma prabhav prakashini
Bhav nidhi ki trata
Om jai laxmi mata
Jis ghar tum rehtee taha
Sab sad guna aataa
Maiya sab sad guna aataa
Sab sambhaw hojata
Sab sambhaw hojata
Man nahin ghabrata
Om jai laxmi mata
Tum bin yagya na hote vastra na koi pata
Maiya vastra na koi pata
Khan pan ka vaibhava
Khan pan ka vaibhava
Sab tum se aata
Om jai laxmi mata
Shubh gun mandir sundar kshirodadhi jata
Maiya kshirodadhi jata
Ratan charurdash tumbin
Ratan charurdash tumbin
Koi nahi pata
Om jai laxmi mata
Maha laxmi ji ki arti jo koi nar gata
Maiya jo koi nar gata
Ur anand samata
Ur anand samata
Pap utar jata
Om jai laxmi mata
Om jai laxmi mata
Maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat
Tumko nis din sewat
Hari vishnu Vidhata
Om jai laxmi mata
Om jai laxmi mata
Maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat
Tumko nis din sewat
Hari vishnu vidhata
Maiyai jai laxmi mata