Dheere Dheere Dheere Saanso Mein
Awaazo ko ab panah kar jaye
janu na kya hua hai bewaja
Khili Khili ye dhoop mein
baarish ki peheli boond mein
Main bhi to hua hu lapaata
Yu lagana dil ab hai badi ye mushkil
hai kaha woh manzil de bata
haan kiye jo waadein kuch hai naye iradein
hai kaha woh manzil de bata
bass tere pyaar mein
dhun koi gungunau yaara
jee utha dil mera na jaane kyu dobara
Awaara Awaara
Befikra haar pal mera
dhundta hai bas tujhko
jaane kaha chup gaya never let you know
mithi mithi baatein karta hai
uljhaye meri khawabo ko
bas tere saang hi
rehena hai mukhko
udti hai yeh patang si
Aasmaan pe yeh malang sa
Pyaar Ka Jo Yeh haadsa ho raha hai
Yu lagana dil ab hai badi ye mushkil
hai kaha woh manzil de bata
haan kiye jo waadein kuch hay naye iradein
hai kaha woh manzil de bata
bass tere pyaar mein
dhun koi gungunau yaara
jee utha dil mera na jaane kyu dobara
Awaara Awaara
未经许可,不得翻唱或使用