Mora Saiyaan - Fuzon
Written by:Fuzon
Sawan beeto jaye peeharwa
Sawan beeto jaye peeharwa
Mann mera ghabraaye
Mann mera ghabraaye
Aiso gaye pardes piya tum
Aiso gaye pardes piya tum
Chain hume nahi aa aaye
Chain hume nahi aa aaye
Mora saiyaan mo se bole na
Mora saiyaan mo se bole na
Main laakh jatan kar haari
Lakh jatan kar haar rahi
Mora saiyaan mo se bole na
Mora saiyaan mo se bole na
Tu jo nahi to aise piya hum
Tu jo nahi to aise piya hum
Jaise soona aangnaa
Jaise soona aangnaa
Naina tehaari raah nihare
Naina tehaari raah nihare
Nainan ko tarsao na
Nainan ko tarsao na
Mora saiyaan mo se bole na
Mora saiyaan mo se bole na
Main laakh jatan kar haari
Laakh jatan kar haar rahi
Mora saiyaan mo se bole na
Mora saiyaan mo se bole na
Pyaar tumhe kitna karte hai
Pyaar tumhe kitna karte hai
Tum ye samajh nahi paaoge
Tum ye samajh nahi paaoge
Jab hum na honge to peeharwa
Jab hum na honge to peeharwa
Bolo kya tab aaoge
Bolo kya tab aaoge
Mora saiyaan mo se bole na
Mora saiyaan mo se bole na
Mai laakh jatan kar haari
Laakh jatan kar haar rahi
Mora saiyaan mo se bole na
Mora saiyaan mo se bole na
Main laakh jatan kar haari
Laakh jatan kar haar rahi