Karoon Na Yaad Magar - Ghulam Ali
Karun na yaad magar
Kis tarah bhulaaon usay
Karun na yaad magar
Kis tarah bhulaaon usay
Ghazal bahana karun aur gungunaon usay
Karun na yaad magar
Kis tarah bhulaon usay
Karun na yaad
Wo khaar khaar hai shaakhay gulab ki maanind
Wo khaar khaar hai shaakhay gulab ki maanind
Mein zakhm zakhm hu fir b galay lagaon usay
Karun na yaad magarrr
Kis tarah bhulaon usay
Karun na yaad
Ye log tazkiray kartay hain apnay pyarun k
Ye log tazkiray kartay hain apnay pyarun k
Mein kis se baat karun aur kahan se laaon usay
Karun na yaad magar
Kis tarah bhulaon usay
Karun na yaad
Jo hamsafar saray manzil bichad raha hai faraz
Jo hamsafar saray manzil bichad raha hai faraz
Ajab nahi hai agar yaad bhi na aaon usay
Karun na yaad magar
Kis tarah bhulaon usay
Ghazal bahana karun aur gungunaon usay
Karun na yaad magar
Kis tarah bhulaaon usay