Jaago Bhairavi - Sounds of Isha
Composed by:Sounds of Isha
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Hiya mein sada raaj
Jeevan maran mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Hiya mein sada raaj
Jeevan maran mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Karunamayi maat chhodo nahi haath
Rehe tu sada saath
Nishi jaagaran mein
Karunamayi maat chhodo nahi haath
Rehe tu sada saath
Nishi jaagaran mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Hiya mein sada raaj
Jeevan maran mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Bhava jaladhi ati ghor
Maaya pavan jhor
Tu hi taruni ek
Bhava santaran mein
Bhava jaladhi ati ghor
Maaya pavan jhor
Tu hi taruni ek
Bhava santaran mein
Hai naav manjhadhaar
Ab to karo paar
Hum tum kushal kaun
Patit pavan hai
Hai naav manjhadhaar
Ab to karo paar
Hum tum kushal kaun
Patit pavan hai
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Hiya mein sada raaj
Jeevan maran mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Mein deen agyaat
Teri kusantaan
Tujh ko janani jaan
Aaya sharan mein
Mein deen agyaat
Teri kusantaan
Tujh ko janani jaan
Aaya sharan mein
Na bhakti na gyaan
Kaise karu dhyaan
Dena mujh ko sthaan
Kripaya charan mein
Na bhakti na gyaan
Kaise karu dhyaan
Dena mujh ko sthaan
Kripaya charan mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein
Hiya mein sada raaj
Jeevan maran mein
Jaago Bhairavi
Aaj antahkarana mein